Sunday 30 September 2018

O MERI LAILA - LAILA MAJNU

Patta Anaaron Ka Patta
Chinaron Ka Jaise Hawaon Mein
Aise Bhatakta Hoon Din Raat
Dikhta Hoon Main Teri Raahon Mein
Mere Gunahon Mein
Mere Sawalon Mein Shamil Tu
Bhooli Atthanni Si
Bachpan Ke Kurte Mein Se Mil Tu
Rakhoon Chhupa Ke
Main Sab Se Woh Laila
Maangoon Zamane Se
Rab Se Woh Laila
Kab Se Main Tera Hoon
Kab Se Tu Meri Laila
Teri Talab Thi
Haan Teri Talab Hai
Tu Hi Toh Sab Thi
Haan Tu Hi Toh Sab Hai
Kab Se Main Tera Hoon
Kab Se Tu Meri Laila
O Meri Laila Laila
Khwaab Tu Hai Pehla
Kab Se Main Tera Hoon
Kab Se Tu Meri Laila (x2)
Maangi Thi Duwayein Jo
Unka Hi Asar Hai Hum Sath Hain
Na Yahan Dikhawa Hai
Na Yahan Dunyavi Jazbaat Hain
Yahan Pe Bhi Tu
Hooron Se Zyada Haseen
Yaani Dono Jahanon Mein Tumsa Nahi
Jeet Li Hain Aakhir Mein
Hum Dono Ne Yeh Baaziyan..
Rakhoon Chhupa Ke
Main Sab Se Woh Laila
Maangoon Zamane Se
Rab Se Woh Laila
Kab Se Main Tera Hoon
Kab Se Tu Meri Laila
Teri Talab Thi
Haan Teri Talab Hai
Tu Hi Toh Sab Thi
Haan Tu Hi Toh Sab Hai
Kab Se Main Tera Hoon
Kab Se Tu Meri Laila
O Meri Laila Laila
Khwaab Tu Hai Pehla
Kab Se Main Tera Hoon
Kab Se Tu Meri Laila (x2)
Zaiqa Jawani Mein
Khwaabon Mein Yaar Ki Mehmaani Mein
Marziyaan Tumhari Ho
Khush Rahoon Main Teri Manmaani Mein
Band Aakhein Karu
Din Ko Raatein Karu
Teri Zulfon Ko Sehla Ke Baatein Karoon
Ishq Mein Un Baaton Se
Ho Meethi Si Naraaziyan
Rakhoon Chhupa Ke
Main Sab Se Woh Laila
Maangoon Zamane Se
Rab Se Woh Laila
Kab Se Main Tera Hoon
Kab Se Tu Meri Laila
Teri Talab Thi
Haan Teri Talab Hai
Tu Hi Toh Sab Thi
Haan Tu Hi Toh Sab Hai
Kab Se Main Tera Hoon
Kab Se Tu Meri Laila
O Meri Laila Laila
Khwaab Tu Hai Pehla
Kab Se Main Tera Hoon
Kab Se Tu Meri Laila (x2)

No comments:

क्यों पसंद आया