Thursday 14 September 2017

CHORI CHORI JAB NAJAREIN MILI KAREEB

Yeh Kya Hua Kaise Hua
Yeh Kab Hua Kya Pata

Chori Chori Jab Nazarein Mili
Chori Chori Phir Neendein Udi
Chori Chori Yeh Dil Ne Kaha
Chori Mein Bhi Hai Maza
Chori Chori Jab Nazarein Mili
Chori Chori Phir Neendein Udi
Chori Chori Yeh Dil Ne Kaha
Chori Mein Bhi Hai Maza
Chori Chori Jab Nazarein Mili

Kya Jaane Kya Mil Gaya
Kya Jaane Kya Kho Gaya
Tune Yeh Kya Kar Diya
Mujhko Yeh Kya Ho Gaya
Palkein Jhuki Palkein Uthi
Kya Keh Diya Kya Suna

Phoolon Ke Khwaabon Mein Aakar
Khushboo Chura Le Gayi
Baadal Ka Aanchal Bhi Aakar
O Paagal Hawa Le Gayi

Phoolon Ke Khwaabon Mein Aakar
Khushboo Chura Le Gayi
Baadal Ka Aanchal Bhi Aakar
Paagal Hawa Le Gayi
Ek Phool Ne Ek Phool Se
Phir Kaan Mein Kuchh Kaha

Chori Chori Jab Nazarein Mili
Chori Chori Phir Neendein Udi
Chori Chori Yeh Dil Ne Kaha
Chori Mein Bhi Hai Maza

Rishton Ke Neele Bhanwar
Kuchh Aur Gehre Huay
Tere Mere Saaye Hain
Pani Pe Thehre Huay
Jab Pyar Ka Moti Gira
Banne Laga Daira

Chori Chori Jab Nazarein Mili
Chori Chori Jab Nazarein Mili
Chori Chori Phir Neendein Udi
Chori Chori Yeh Dil Ne Kaha
Chori Mein Bhi Hai Maza
Hay…

Wednesday 13 September 2017

KOI JAANE KOI NA JAANE YE

Koi jaane koi na jaane ye
Parwaane hote hain deewane
Koi jaane koi na jaane ye
Parwaane hote hain deewane
Dekho ye do parwaane hain
Dono hi deewane
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa ghumaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah


Dekho ye do parwaane hain
Dono hi deewane
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa ghumaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Duniya ko humne bhulaaya
Jo tumko hai paaya
Pyaar ka naazuk dhaaga
Humein kahan le aaya
Pyaar ka naazuk dhaaga
Humein kahan le aaya
Lekin suno to duniya mein
Ye kya afsaane hain
Kehte hain duniya waale ki
Hum deewane hain
Kehte hain duniya waale ki
Hum deewane hain

Dil ki baatein ye dil hi jaane
Kab samjhi hain ye baatein duniya ne
To phir mashoor hai jo
Humko manzoor hai vo
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa ikraar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Aa…
Dekho to ye lagta hai ki aasaan hai manzil
Socho to dil kehta hai ki aayegi mushkil
Socho to dil kehta hai ki aayegi mushkil
Ho dekhne sochna kaisa jo dil hi de daala
Jogi ne to hai pehen li prem ki ye maala
Jogi ne to hai pehen li prem ki ye maala
Dil ki baatein ye dil hi jaane
Kab samjhi hain ye baatein duniya ne
To phir mashoor hai jo
Humko manzoor hai vo
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa dildaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Kaisa khumaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Sun le zameen sun le aasmaan
Dono ki pyaar ki ye daastaan
Dono mein hain kaisi deewangi
Dono diwaane chale hain kahaan
Sun le zameen sun le aasmaan
Dono ki pyaar ki ye daastaan
Man mein umang leke
Tan mein tarang leke
Chhod chale dono duniya ki galiyaan
Inko junoon hai inki sukoon hai
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa karaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Kaisa ikraar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Kaisa ikraar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Kaisa ghumaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah.

JAAGI HUYI FIZAAYEIN SONGS

Aagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai
Raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai
Mere sanam
Tere liye mere liye

Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai
Raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai
Mere sanam
Tere liye mere liye
Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain tere liye
Laayi hai kaisi khushi
Tere mere pehle pehle
Pyaar mein khoyi khoyi zindagi
Laayi hai kaisi khushi
Tere mere pehle pehle
Pyaar mein khoyi khoyi zindagi
Kab aisa tha samaa kab thi ye dilkashi
Kaliyon ki chunari dhalki hai
Lehron se masti chhalki hai
Sapnon ki duniya jhalki hai
Mere sanam
Tere liye mere liye
Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain tere liye
Aa…ooo…
Sunte hain ye vaadiyaan
Dheere dheere haule haule
Kehte hain do dil daastaan
Sunte hain ye vaadiyaan
Dheere dheere haule haule
Kehte hain do dil daastaan
Hai jaise tham gaya
Mausam ka karvaan
Bhanvre jo gungunaate hain
Jhonke so sansanaate
Kuchh taar jhanjhanaate hain
Mere sanam
Tere liye mere liye
Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai
Raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai
Mere sanam
Tere liye mere liye
Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye.

क्यों पसंद आया