Tuesday 7 August 2012

Deewana Kar Raha Hai Lyrics From RAAZ3

O..owo..o..
Teri bahon mein mili Aisi rahat si mujhe..
Ho gayi jaane jahan Teri aadat si mujhe..
Dekho mein jab tujh ko do Tab mera din ye dhale..
Deewana kar raha hai (Deewana..)
Tera roop sunehra Musalsal kal raha hai (Musalsal..)
Mujhko ab yeh sehra Bata ab jaaye toh jaaye kahan..
Deewana kar raha hai Tera roop sunehra Musalsal kal raha hai,,
Mujhko ab yeh sehra Bata ab jaaye toh jaaye kahan
oo.. ye..

Bata ab jaaye toh jaaye kahan Dard ka aalam hai..
hardam Tere bin o mere hum dum,,
Aankhon mein dikhti hai mayushiyan Jahan bhi jau tere bin..
Badi muskhil se guzhre din..
Chubhti hai dil ko teri khamoshiyan
Raaz gehra jo hai tera..
Darr hai kaisa tu hai mera..
Deewana kar raha hai Tera roop sunehra Musalsal khal raha hai..
Mujhko ab yeh sehra Bata ab jaaye toh jaaye kahan..
Deewana kar raha hai Tera roop sunehra Musalsal khal raha hai..
Mujhko ab yeh sehra Bata ab jaaye toh jaaye
kahan Dhul gaye milke saare ghum Khushi se aankhein hai ye num
Zindagi me tu meri Jabse aa gaya Dil ka armaan bana hai tu..
Meri pehchaan bana hai tu Saanson me ruh banke..
Tu sama gaya Jaan bhi teri dil bhi tera..
Tujhse hai mera savera
O..owo..o
Deewana kar raha hai Tera roop sunehra Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra Bata ab jaaye toh jaaye kahan
Deewana kar raha hai Tera roop sunehra Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra Bata ab jaaye toh jaaye kahan
O..owo..
yeh..
 Bata ab jaaye toh jaaye kahan..

No comments:

क्यों पसंद आया