Sunday 19 May 2013

Yeh Tune Kya - Awara Pagal Deewana

                                    By Movie Title  
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

MehratecH > Awara Paagal Deewana > Yeh Tune Kya
Following is the hindi lyrics of Yeh Tune Kya song from hindi movie Awara Paagal Deewana.

Hindi Song: Yeh Tune Kya
Movie or Album: Awara Paagal Deewana
Singer(s): Sonu Nigam, Anuradha Paudwal

MehratecH Lyrics
Yeh Kasam Badi Hai Har Kasam Se 
bacha Loonga Tujhko Har Dard Aur Gham Se
yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna
hamari Dhadkanon Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam
tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
in Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
in Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
yeh Kasam Badi Hai Har Kasam Se 
bacha Loongi Tujhko Har Dard Aur Gham Se
yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna
hamari Dhadkanon Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam
tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
in Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
in Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon

tumhaara Mujhko Aitbaar Kyon Hai 
na Jaane Tumse Itna Pyaar Kyon Hai
main Doonga Pyaar Ka Imtehaan Bhi
lutaunga Tujhpe Apni Jaan Bhi
yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna
hamari Dhadkano Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam
tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
in Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
in Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon

yeh Dil Ka Shisha Tod To Na Doge
yeh Haath Mera Chhod To Na Doge
nibhaoonga Jo Kiya Tumse Vaada 
kabhi Nahin Badalta Main Irada
yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna
hamari Dhadkano Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam
tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
in Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
in Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon

yeh Kasam Badi Hai Har Kasam Se 
bacha Loongi Tujhko Har Dard Aur Gham Se
yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna
hamari Dhadkanon Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam
tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
in Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
in Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon

No comments:

क्यों पसंद आया