Friday 13 July 2012

Lyrics of Ye Dard hai-Jism2

Yeh jism hai, toh kya Ye rooh ka libaas hai.
Yeh dard hai, toh kya Ye ishq ki talash hai.. Fanaa kiya mujhe Ye chahne ki aas ne
Taraa taraa
shikast hi hua Raza hai kya teri?
Dil-o-Jahaan tabaah kiyaSazaa bhi kya teri?
Wafaa ko bewafaa kiya Wah re zindagi se yun mujhe juda kiya..
Kahaan Kahaan phirun main dhoondta?
Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai Wahaan jahaan teri hi bas talash hai..
Wahaan jahaan tujhi pe khatam aas hai,, Wahin shuru wahin pe dafan jaan hai..
Yeh jism hai toh kya Ye rooh ka libaas hai.
Yeh dard hai toh kya Ye ishq ki talash hai Fanaa kiya mujhe Ye chahne ki aas ne
Tara tara shikast hi huaa..

No comments:

क्यों पसंद आया