Friday 13 July 2012

Maula Lyrics-Jism2

Ishq bhi kiya re maula Dard bhi diya re maula
Ooo.. ooo..
Ishq bhi kiya re maula, Dard bhi diya re maula..
Yun toh khush raha Magar,, kuch reh gaya baaqi..
Faqr bhi kiya re maula,, Ilm bhi liya re maula,, Zindagi jiya magar kuch reh gaya baaqi..
Tu nahi dikha re maula,, Sab nahin bika re maula,,
Aur jahaan ruka, wahaan pe Jaam hai khaali,
Chaah ki kami mein,, tu hai Aankh ki nami mein,, tu hai Aas mein, tu Pyaas mein, tu Saans mein tu.. Bewajah hansi mein, tu hai Jo dikhe usi mein,,
tu hai Ashq mein tu, Rashk mein tu, Jaan mein tu,
Ishq bhi kiya re maula, Dard bhi diya re maula,
Yun toh khush raha Magar, kuch reh gaya baaqi..
Faqr bhi kiya re maula,, Ilm bhi liya re maula,, Zindagi jiya magar kuch reh gaya baaqi..
Tu nahi dikha re maula, Sab nahin bika re maula,
Aur jahaan ruka wahaan pe Jaam hai khaali Zeest ki sacchayiyon se Rooh ki gehraiyon se,,
Raat ki tanhaiyon se Tu guzar zara(repeat)..

No comments:

क्यों पसंद आया