Monday 18 March 2013

fast internet speed in mobile

mobile ki quality hi internet ki speed hoti hai. Jo phone jitna achcha hoga wo utna hi achcha internet speed dega.
.
Jaise Aap nokia mobile use karoge to nokia 2700 se jayda achcha n90 hi chalega.
.
Par ham tab bhi internet speed badha sakte hain.
.
Sabse pahle apne memory(phone memory) ki load kam karo.
.
Bekaar ki chije hata do.
.
Ab aapke pass uc browser 7.6 hai ya 7.9 hai.
.
Ye purane browser hai.
.
Ab naye latest version aa chuke hain.
.
Jaise uc browser 8.3
.
Inhe google se search karke download kar sakte ho.
.
Saath me ''QQ browser'' ''Icon browser'' bhi hai.
.
Sabke latest version download kar lo.

Iske sath hi apne mobile ki free memory badha le. Jab phone ki memory jyada hoti hai to folders load nahi hote hain.
.
Phone ki memory check karo.
.
Jaise phonebook ke liye space aur aise hi message ke liye.
.
Aur kuch download ho to bekaar chije hata do.
.
Aur phone ko backup karne ke baad restore karo.

No comments:

क्यों पसंद आया